Mai khud se ladd krr aaj yaha khadi hu, Mai na jan

"Mai khud se ladd krr aaj yaha khadi hu, Mai na jane kyu mom se patthar bani hu. Tum mujhse puchtey ho mere dil ka haal Mai to usi dil ko tod krr aage badhi hu ©_Nikhat Ab koi ehsas nahi hota logo k jazbato ka, Talkq ravaiyo ne mujhe behiss bana diya Ab ansu rukhsaar par nahi dil par girte hai Gehre dard me bhi muskurana seekh liya hai maine... ©fatema_sayed Dil- e -haal bayan karna mere ikhtiyar mei hi kaha .. tamasha ban gaya tha wo tumahra ikraar karte hue. sakt bana liya hai iss dil ko ab maine Thak gai thi mai bhi iske zakmo ko sehlate sehlate! © Shaikh Musfira! Lafzo me kaise bayaan kare is dil ka haal Ab kaise kare apne jazbaato ka izhaar Kaise kare aitebaar is zindagi par Ab toh aadat si ho gayi hai is dil ko dard sehne ki ©_Naziya_ Agar ye sab jaan lete To dil se dil hi na lagate Dekha hai zindagi ko kuch itna kareeb se Ke chaand ke dard ko koi raat nahi samjahti Ab ye dil bhi raat se badhkar anjaan si cheez ban gayi hai ©Siddiqua_"

 Mai khud se ladd krr aaj yaha khadi hu,
Mai na jane kyu mom se patthar bani hu.
Tum mujhse puchtey ho mere dil ka haal
Mai to usi dil ko tod krr aage badhi hu
©_Nikhat

Ab koi ehsas nahi hota logo k jazbato ka,
Talkq ravaiyo ne mujhe behiss bana diya
Ab ansu rukhsaar par nahi dil par girte hai 
Gehre dard me bhi muskurana seekh liya hai maine...
©fatema_sayed

Dil- e -haal bayan karna mere ikhtiyar mei hi kaha .. 
tamasha ban gaya tha wo tumahra ikraar karte hue. 
sakt bana liya hai iss dil ko ab maine 
Thak gai thi mai bhi iske zakmo ko sehlate sehlate!  
© Shaikh Musfira!

Lafzo me kaise bayaan kare is dil ka haal 
Ab kaise kare apne jazbaato ka izhaar 
Kaise kare aitebaar is zindagi par 
Ab toh aadat si ho gayi hai is dil ko dard sehne ki
©_Naziya_

Agar ye sab jaan lete 
To dil se dil hi na lagate
Dekha hai zindagi ko kuch itna kareeb se
Ke chaand ke dard ko koi raat nahi samjahti 
Ab ye dil bhi raat se badhkar anjaan si cheez ban gayi hai
©Siddiqua_

Mai khud se ladd krr aaj yaha khadi hu, Mai na jane kyu mom se patthar bani hu. Tum mujhse puchtey ho mere dil ka haal Mai to usi dil ko tod krr aage badhi hu ©_Nikhat Ab koi ehsas nahi hota logo k jazbato ka, Talkq ravaiyo ne mujhe behiss bana diya Ab ansu rukhsaar par nahi dil par girte hai Gehre dard me bhi muskurana seekh liya hai maine... ©fatema_sayed Dil- e -haal bayan karna mere ikhtiyar mei hi kaha .. tamasha ban gaya tha wo tumahra ikraar karte hue. sakt bana liya hai iss dil ko ab maine Thak gai thi mai bhi iske zakmo ko sehlate sehlate! © Shaikh Musfira! Lafzo me kaise bayaan kare is dil ka haal Ab kaise kare apne jazbaato ka izhaar Kaise kare aitebaar is zindagi par Ab toh aadat si ho gayi hai is dil ko dard sehne ki ©_Naziya_ Agar ye sab jaan lete To dil se dil hi na lagate Dekha hai zindagi ko kuch itna kareeb se Ke chaand ke dard ko koi raat nahi samjahti Ab ye dil bhi raat se badhkar anjaan si cheez ban gayi hai ©Siddiqua_

People who shared love close

More like this

Trending Topic