Maa Main jise dil se gungunata hu
Vo alfaz ajj main sabhi ko sunta hu
Ekk sakun sa hai teri agosh mein
Main jaha akar apne sare gaam se bhul jata hu
Tu kisi suhani hawa ki trah yu guzarti hai
Jiski agosh mein akr main sakun se so jata hu
©Himanshu Rajput
meri maa
#maa