Mai kya hoon.. Dhoop hoon chhav hoon Ya bezuban

"Mai kya hoon.. Dhoop hoon chhav hoon Ya bezuban sa khule asmaan me udta koi is sehar ko koi mehmaan hoon. Rang hoon berang hoon Ya koi dor se kata hu patang hoon. Mai kya hoon.. Kabhi lagta kisi ke liye koi aas hu .. To Kabhi lagta khud se bewajah hi udaas hoon. Kabhi beintehaa kisi pe jatata pyaar hoon. To kabhi khud sabke liye ban jata ek sawaal hoon. Mai kya hoon.. 🤔 #Untouched_Thought #Shiwang"

 Mai kya hoon.. 
Dhoop hoon chhav hoon 
Ya bezuban sa  khule asmaan me udta koi is sehar ko koi mehmaan hoon.
Rang hoon berang hoon
Ya koi dor se kata hu patang hoon. 
Mai kya hoon.. 
Kabhi lagta kisi ke liye koi aas hu .. 
To Kabhi lagta khud se bewajah hi udaas hoon. 
Kabhi beintehaa kisi pe jatata pyaar hoon. 
To kabhi  khud  sabke liye ban jata ek sawaal hoon. 
Mai kya hoon.. 🤔

#Untouched_Thought
#Shiwang

Mai kya hoon.. Dhoop hoon chhav hoon Ya bezuban sa khule asmaan me udta koi is sehar ko koi mehmaan hoon. Rang hoon berang hoon Ya koi dor se kata hu patang hoon. Mai kya hoon.. Kabhi lagta kisi ke liye koi aas hu .. To Kabhi lagta khud se bewajah hi udaas hoon. Kabhi beintehaa kisi pe jatata pyaar hoon. To kabhi khud sabke liye ban jata ek sawaal hoon. Mai kya hoon.. 🤔 #Untouched_Thought #Shiwang

#shadesoflife #Nojoto

People who shared love close

More like this

Trending Topic