Ek kash mein yaad aa raha hai Ek kash mein bhula r | हिंदी कविता

"Ek kash mein yaad aa raha hai Ek kash mein bhula raha hu... Ye dhua kyun bahar uthaa hai ? Mein dard aandar jala raha hu... Ek kaahani ki, Ek jikr ki, Ek khawb ki Ek waqt ki Raakh Dil meine utaar raha hu.... Koi talab , koi Aadat hai Jo bechain kar rahi hai Har din ek cigarette jalakar Ashtray mein chod aa raha hu... #Sarfaraj"

 Ek kash mein yaad aa raha hai
Ek kash mein bhula raha hu...
Ye dhua kyun bahar uthaa hai ?
Mein dard aandar jala raha hu...

Ek kaahani ki,
Ek jikr ki,
Ek khawb ki
Ek waqt ki
Raakh Dil meine utaar raha hu....

Koi talab , koi Aadat hai 
Jo bechain kar rahi hai 
Har din ek cigarette jalakar 
Ashtray mein chod aa raha hu...

#Sarfaraj

Ek kash mein yaad aa raha hai Ek kash mein bhula raha hu... Ye dhua kyun bahar uthaa hai ? Mein dard aandar jala raha hu... Ek kaahani ki, Ek jikr ki, Ek khawb ki Ek waqt ki Raakh Dil meine utaar raha hu.... Koi talab , koi Aadat hai Jo bechain kar rahi hai Har din ek cigarette jalakar Ashtray mein chod aa raha hu... #Sarfaraj

Cigarette

People who shared love close

More like this

Trending Topic