kya hua agar koi tumhe ni samjhta...
tumhari khamoshi padne ko
Mein hu na !!
Kya hua agar tum jazbat jahir nai kar pate...
tumhari aankhein padne ke liye
Mein hu na !!
Kya hua tumhare sapne bade hai...
Tumhara saath dene k liye Hamesha
Mein hu na !!
Kya hua agar tumhare saath koi nahi hai..
Tumhare saath dene k hamesha liye
Mein hu na !!
Tumhara sath dene ke liye hamesha
Mein hu na !!
.
©Mr_ VIKAS__
#wetogether #together