Na koi dil na koi khwaab hamara apna Kya khabar ho | English Shayari V

Na koi dil na koi khwaab hamara apna
Kya khabar hoga kahaN kaise guzara apna

Jis haqeeqat ko jiya hai wo kisi aur ki hai
Jis ta'alluq ko hai toda wo hai saara apna

Tere hote huye hum aur kisi ke ho jayeN
Ab isi baat pe maa'il hai sitaara apna

People who shared love close

More like this

Trending Topic