Mehboob Pe kesa Rashk sa hai ।। ke Har haal mai Re | English Shayari V

"Mehboob Pe kesa Rashk sa hai ।। ke Har haal mai Rehna padta hai।। wo katal Kare ya Behas kare ।। Har Haal mai Sehna Padta hai ।। use ilm na ho Aur kuch Beilmi Bhi ।। Par tareef Ka Asra har haal Mai kehna padta hai ।। wo kufar kare ya Gunah kare Ek guna nahi so guna Kare ।। wo kafan hi kuch aisa hai Yaaro Har haal Mai pehnna padta hai।। Mehboob Pe kesa Rashk sa hai Ke Har Haal mai Rehna Padta hai ।। ©Alveera zindagi "

Mehboob Pe kesa Rashk sa hai ।। ke Har haal mai Rehna padta hai।। wo katal Kare ya Behas kare ।। Har Haal mai Sehna Padta hai ।। use ilm na ho Aur kuch Beilmi Bhi ।। Par tareef Ka Asra har haal Mai kehna padta hai ।। wo kufar kare ya Gunah kare Ek guna nahi so guna Kare ।। wo kafan hi kuch aisa hai Yaaro Har haal Mai pehnna padta hai।। Mehboob Pe kesa Rashk sa hai Ke Har Haal mai Rehna Padta hai ।। ©Alveera zindagi

#akela #alveerazindagi #zindagiejahan #bushraalveera

People who shared love close

More like this

Trending Topic