#___Mein hu na___ !!
Kya hua agar tum takleef mein ho...
Tumhari takleef dur karne ke liye
Mein hu na !!
Kya hua agar tum nirash ho...
Tumhe nayi ummed dene k liye
Mein hu na !!
Kya hua agar kabhi rone ka dil kare...
Tumhe gale se lagane k liye
Mein hu na !!
Kya hua agar tum har dard nahi bta sakte...
Tumhara chehra padhne k liye
Mein hu na !!
Kya hua agar halat abhi kharab hai...
har halat me sath nibhane ko
Mein hu na !!
.
©Mr_ VIKAS__
#wetogether #together #for #Care #love❤