jawani ke din tumhe yad hai kya.. mohabbat ke kiss | English Shayari

"jawani ke din tumhe yad hai kya.. mohabbat ke kisse sunana tumhe yad hai kya.. kai kai dinon ki tanhai rahti thi darmiyan.. wo tanhai me rulana tumhe yad hai kya.. jab milte the kai din ke bad ek sath.. fir ek dusare ko hansana tumhe yad hai kya.... ©Asif Khan"

 jawani ke din tumhe yad hai kya..
mohabbat ke kisse sunana tumhe yad hai kya..

kai kai dinon ki tanhai rahti thi darmiyan..
wo tanhai me rulana tumhe yad hai kya..

jab milte the kai din ke bad ek sath..
fir ek dusare ko hansana tumhe yad hai kya....

©Asif Khan

jawani ke din tumhe yad hai kya.. mohabbat ke kisse sunana tumhe yad hai kya.. kai kai dinon ki tanhai rahti thi darmiyan.. wo tanhai me rulana tumhe yad hai kya.. jab milte the kai din ke bad ek sath.. fir ek dusare ko hansana tumhe yad hai kya.... ©Asif Khan

#fisherman

People who shared love close

More like this

Trending Topic