aaj dil ne aisi khwahish ki h badi mushkil se ye

"aaj dil ne aisi khwahish ki h badi mushkil se yeh baat zahir ki h bheege baadlon ko dur baith k dekhne ki hasrat tum garam chai k sath apne saye ki garmaht dena ha mujhe pta h yeh sb bs mere liye hi itna romantic h par mere liye toh kr hi skte ho jab boodein mitti ko geeli kregi tb jorse gale lgana or kehna "kya khusboo hai " chhate pe baithe pure seher ka nazara dekhenge ab tmhe toh pta h n yeh barish mujhe kitni pasand h chahe fagun ki ho ya sawan ki ek long drive pr chlenge car mai ni tmhari "kawasaki" pr jyda dur ni bs NH k pass wale pull k niche waha kuch pal theher k kal ki sochenge sath ghar basane k khwab dekhenge anjane se plot pr ek apna imagination wala ghr hoga woh rail ki patriyon k kinare khade hoke sath rail gujrte dekhenge chupke se dekhna tum mujhe hm tmhe aakhein bhar k dekhenge mere dekhne pe tmhara sharmana lazmi h tmhari nazre milte hi nazre churane ki adat aaj bhi h baat krte krte aaj bhi hath thamoge yeh rishta kuch alg sa hi kgta h " na tujhse kuch pane ki chaht na tujhe khone ka koi daar bhi h" bs ek barsat tere sath gujre yeh khwahish h"

 aaj dil ne aisi khwahish ki h 
badi mushkil se 
yeh baat zahir ki h 
bheege baadlon ko
dur baith k dekhne ki hasrat 
tum garam chai k sath 
apne saye ki garmaht dena 
ha mujhe pta h yeh sb bs 
mere liye hi itna romantic h 
par mere liye toh kr hi skte ho 
jab boodein mitti ko geeli 
kregi 
tb jorse gale lgana or kehna 
"kya khusboo hai "
chhate pe baithe pure seher ka nazara dekhenge 
ab tmhe toh pta h n 
yeh barish mujhe kitni pasand h 
chahe fagun ki ho ya sawan ki 
ek long drive pr chlenge
car mai ni 
tmhari "kawasaki" pr
jyda dur ni bs NH k pass wale pull k niche 
waha kuch pal theher k kal ki sochenge 
sath ghar basane k khwab dekhenge 
anjane se plot pr ek 
apna imagination wala ghr hoga 
woh rail ki patriyon k kinare khade hoke 
sath rail gujrte dekhenge 
chupke se dekhna tum mujhe 
hm tmhe aakhein bhar k dekhenge 
mere dekhne pe tmhara sharmana lazmi h 
tmhari  nazre milte hi nazre churane ki adat aaj bhi h 
baat krte krte aaj bhi hath thamoge 
yeh rishta kuch alg sa hi kgta h 
" na tujhse kuch pane ki chaht na tujhe khone ka koi daar bhi h"
bs ek barsat tere sath gujre yeh khwahish h

aaj dil ne aisi khwahish ki h badi mushkil se yeh baat zahir ki h bheege baadlon ko dur baith k dekhne ki hasrat tum garam chai k sath apne saye ki garmaht dena ha mujhe pta h yeh sb bs mere liye hi itna romantic h par mere liye toh kr hi skte ho jab boodein mitti ko geeli kregi tb jorse gale lgana or kehna "kya khusboo hai " chhate pe baithe pure seher ka nazara dekhenge ab tmhe toh pta h n yeh barish mujhe kitni pasand h chahe fagun ki ho ya sawan ki ek long drive pr chlenge car mai ni tmhari "kawasaki" pr jyda dur ni bs NH k pass wale pull k niche waha kuch pal theher k kal ki sochenge sath ghar basane k khwab dekhenge anjane se plot pr ek apna imagination wala ghr hoga woh rail ki patriyon k kinare khade hoke sath rail gujrte dekhenge chupke se dekhna tum mujhe hm tmhe aakhein bhar k dekhenge mere dekhne pe tmhara sharmana lazmi h tmhari nazre milte hi nazre churane ki adat aaj bhi h baat krte krte aaj bhi hath thamoge yeh rishta kuch alg sa hi kgta h " na tujhse kuch pane ki chaht na tujhe khone ka koi daar bhi h" bs ek barsat tere sath gujre yeh khwahish h

People who shared love close

More like this

Trending Topic