kaha ghum ho gaye wo bachpan
humare....😔
kaha ghum ho gaye wo khushiyo
ke din humare...🙁
phir se bachpan jeena chahti hu
Maa ki godh main khelna chahti hu❤️
koi lauta do wo bachpan humare
sab dukh bhul kar bachpan jeena
chahti hu.......❤️
bachpan...#shayri #bachpan#maa#nojoto
#Star