tumhari hasi
tumhara charha
jab bhi dekhta hu
hota hai kuch khas
haan hum ab badal se gaye hai
haan hum badal se gaye hai
kyoki
sapno mai tum
saaso mai tum
zindagi mai tum
yaado mai tum
badh chale hai hum ek naye safar ki taraf
sath thmhara kuch khas hoga
aur is ji dhi mai hamesha mera tunhra sath hoga
©PRATEEK JAIN
#for love of my life