Kya baitthi ho tum uske peechey kamar se uski lag | हिंदी Shayari Vide

"Kya baitthi ho tum uske peechey kamar se uski laga ke shaane Jo wo chalata hai tez scooter tumhe darane ko aankhain meechay masalke uski kameez kas kar kya thaam leti ho uska bazu Hai yaad ab bhi mujhe tumhara Sadak ke ghaddon pe.tez.gaadi Nikaalne pe khafa yun hona koi bhi ghadda ho ab sadk pe main apni gaadi pe hun akela Ye meri raftaar aap khud hi hai hone lagti bohut hi kamtar Na janey kyun hai aisa hota hai koi aadat si ye purani. ab aisi baton ka hai fayda kya is aah-e-sozaan ka fayda kya Hai tum se meri yehi guzarish Ke tum bhi mujhko na yaad karna Chalo main tumko bhula raha hun Chiragh dil ka bujha raha hun Chalo main tumko bhula raha hun Chiragh dil ka bujha raha hun Akele kamre main khaali baitha Jo likh diya tha mita raha hun Bache hain mauzu bohut jahaan main Qalam ko apne sikha raha hun thi teri sanson ki jismain hiddat (heat) Wo saarey khat main jala Raha hun Chalo main tumko bhula raha hun Chiragh dil ka bujha raha hun Magar bachain hain sawaal ab bhi na tir-e-tohmat ka vaar koi na aib-joyee ka hai irada sawaal hain bas, sawaal hain ye Jawaab inka agar jo dedo. main mast-o-raqsan , main dast-afshan (stars in hand) hi laut jaoonga apney ghar ko Sawaal pehla ye poochta hun Kabhi bhi tumney kari thi mujhse jisey pukarey hain sab muhabbat Sawaal dooja bhi kuch hai aisa Kya jis tareeqay se pehli mainey Tumhari ankhon ka khaqa bandha kya jis tarah se kari thi maine tumharey gesu ki tashriyaan kuch Kya woh bhi karta hai aisi batain Kya woh bhi choota hai ungliyon ko tumhari nazuk si patli ungli..."

Kya baitthi ho tum uske peechey kamar se uski laga ke shaane Jo wo chalata hai tez scooter tumhe darane ko aankhain meechay masalke uski kameez kas kar kya thaam leti ho uska bazu Hai yaad ab bhi mujhe tumhara Sadak ke ghaddon pe.tez.gaadi Nikaalne pe khafa yun hona koi bhi ghadda ho ab sadk pe main apni gaadi pe hun akela Ye meri raftaar aap khud hi hai hone lagti bohut hi kamtar Na janey kyun hai aisa hota hai koi aadat si ye purani. ab aisi baton ka hai fayda kya is aah-e-sozaan ka fayda kya Hai tum se meri yehi guzarish Ke tum bhi mujhko na yaad karna Chalo main tumko bhula raha hun Chiragh dil ka bujha raha hun Chalo main tumko bhula raha hun Chiragh dil ka bujha raha hun Akele kamre main khaali baitha Jo likh diya tha mita raha hun Bache hain mauzu bohut jahaan main Qalam ko apne sikha raha hun thi teri sanson ki jismain hiddat (heat) Wo saarey khat main jala Raha hun Chalo main tumko bhula raha hun Chiragh dil ka bujha raha hun Magar bachain hain sawaal ab bhi na tir-e-tohmat ka vaar koi na aib-joyee ka hai irada sawaal hain bas, sawaal hain ye Jawaab inka agar jo dedo. main mast-o-raqsan , main dast-afshan (stars in hand) hi laut jaoonga apney ghar ko Sawaal pehla ye poochta hun Kabhi bhi tumney kari thi mujhse jisey pukarey hain sab muhabbat Sawaal dooja bhi kuch hai aisa Kya jis tareeqay se pehli mainey Tumhari ankhon ka khaqa bandha kya jis tarah se kari thi maine tumharey gesu ki tashriyaan kuch Kya woh bhi karta hai aisi batain Kya woh bhi choota hai ungliyon ko tumhari nazuk si patli ungli...

#myvoice #Pyar #Zindagi #ishq #rekhta #rekhtafoundation #rekhtalovers #Se

People who shared love close

More like this

Trending Topic