Aaj phir se akeli hu... Lagta hai zindagi kuch si | English Life

"Aaj phir se akeli hu... Lagta hai zindagi kuch sikhna chahati hai... Har baar issi modh par wapas le aati hai... Aab toh dar lagne laga hai... Zindagi kya aaisi hi bitani hai... Nigahe jo sapna dekti thi... Ussi ki aap beeti sunani hai... Himmat kar dubara khadi ho jati hu... Suuni aanko sang duniya ka sath nibhane lag jati hu... Kuch soch kar phir se ruk jati hu... Dil ki aawaz sunne ki koshish mai jut jati hu... Aaj bhi jo sapne aanko mai hai... Aksar aansu ban nikal jati hai... Pure hone ka intezaar aaj bhi hai... Kis raste jau, jahan manzil mil jaye... Phir se dusaro k samne haath failane ki wajah bewajah ho jaye... ©Poshali Gupta"

 Aaj phir se akeli hu... 
Lagta hai zindagi kuch sikhna chahati hai... 
Har baar issi modh par wapas le aati hai... 
Aab toh dar lagne laga hai... 
Zindagi kya aaisi hi bitani hai... 
Nigahe jo sapna dekti thi... 
Ussi ki aap beeti sunani hai... 
Himmat kar dubara khadi ho jati hu...
Suuni aanko sang duniya ka sath nibhane lag jati hu... 
Kuch soch kar phir se ruk jati hu... 
Dil ki aawaz sunne ki koshish mai jut jati hu... 
Aaj bhi jo sapne aanko mai hai... 
Aksar aansu ban nikal jati hai... 
Pure hone ka intezaar aaj bhi hai... 
Kis raste jau, jahan manzil mil jaye... 
Phir se dusaro k samne haath failane ki wajah bewajah ho jaye...

©Poshali Gupta

Aaj phir se akeli hu... Lagta hai zindagi kuch sikhna chahati hai... Har baar issi modh par wapas le aati hai... Aab toh dar lagne laga hai... Zindagi kya aaisi hi bitani hai... Nigahe jo sapna dekti thi... Ussi ki aap beeti sunani hai... Himmat kar dubara khadi ho jati hu... Suuni aanko sang duniya ka sath nibhane lag jati hu... Kuch soch kar phir se ruk jati hu... Dil ki aawaz sunne ki koshish mai jut jati hu... Aaj bhi jo sapne aanko mai hai... Aksar aansu ban nikal jati hai... Pure hone ka intezaar aaj bhi hai... Kis raste jau, jahan manzil mil jaye... Phir se dusaro k samne haath failane ki wajah bewajah ho jaye... ©Poshali Gupta

#upsnddownsoflife

#sagarkinare

People who shared love close

More like this

Trending Topic