White baki sab bhool jana chahta hu.
bas sukoon ke
2 minute
tumhe gale lagana chahta hu.
dil❤️ ki dhadkan
jo tej ho rakhi h
use bs thoda aram dena chahta hu.
bas sukoon ke
2 minute
mai tumhe gale lagana chahta hu.
zindagi ki is bhag daud
se ab door jana chahta hu
ha mai tmko
bas 2 minute gale lagana chahta hu.
(abhay❤️🔥❤️)
©Abhay sharma
#love_shayari
#storyofhumtum