bohut dukh jhele hain unhone
acha lagta hai jab unki
khushi ka karan main bnta hun,
har dukh door hota hai
swarag mill geya sa lgta hai
jab unke charan chu leta hun,
or mangta nhi hu mere bhagwan se kuch jyada
bss unka diya uphaaar mere sath hmesha rhey yhi prarthna kiya krta hun..
©Akshay sood
apne mata pita k liye smarpit
#pyare mata pita