"Tut kar chahna
hadh se zyada imaandar rehna
sirf ek insaan ke liye apni
sari duniya ko piche chhod ke aana
ghar walo se ladh jana
pagalon ki tarah bharosa karna
usko apna guroor
ghamand banana
kabhi kabar galath ho jata hai
hadh se zyada bura ho jata hai 💔
#haal_e_dil_4u
©Muskan
"