Aaj bhi mujhe yaad hai humari wo pehli mulakat ...

"Aaj bhi mujhe yaad hai humari wo pehli mulakat ..... wo bigda hua mausam aur dhalti suraj ki alam , wo tej hawa ki sarsarahat aur garajte badal ki ahat.... anginat batein aur saath mein dher sare gaane , jese kudrat ne samma bandh liya tha humare dhun mein . unka wo mere gaalon ko khinchna aur bikhri balon ko najakat se chehre se hatana , apne bahon mein mujhe var lena aur halki si gudguddi karke mujhe hasana ........ dil kar raha tha wo shyam wohi theher jaye........ par wakt ko kahan wo manjoor thi , meri wo jaane ki anchahe haat karna aur thodi der ruk jane k waste meri kalai ko unka jorse pakadna ...... arjoo to tha wo silsila yun hi chalta rahe ...... kher kaafi wakt ho chuka tha hum wahan se nikal gaye .... thodi hi dur chalte wo baarish k bunde achnk se girna , aur veege badan mein ek dusre ko mehsoos karna ..... in haseen lamhon mein kab ghar aa gayi pata na chala .. us safar ki suruwat ese khubsurat hogi pata na tha ...... laga tha wo safar badi lambi chalegi , jis khubsurati k saath suru hui thi ek din manjil usko jaroor milegi ...... ek hassen khwab k tarah wo raat kuch is tarah dhali thi...... @ rajeswari # part -1 #"

 Aaj bhi mujhe yaad hai humari wo pehli mulakat .....

wo bigda hua mausam aur dhalti suraj ki alam ,
wo tej hawa ki sarsarahat aur garajte badal ki ahat....
anginat batein aur saath mein dher sare gaane ,
jese kudrat ne samma bandh liya tha humare dhun mein .
unka wo mere gaalon ko khinchna aur bikhri balon
ko najakat se chehre se hatana ,
apne bahon mein mujhe var lena aur halki si gudguddi karke mujhe hasana ........
dil kar raha tha wo shyam wohi theher jaye........
par wakt ko kahan wo manjoor thi ,
meri wo jaane ki anchahe haat karna aur thodi der ruk jane k waste meri kalai ko unka jorse pakadna ......
arjoo to tha wo silsila yun hi chalta rahe ......
kher kaafi wakt ho chuka tha hum wahan se nikal gaye ....
thodi hi dur chalte wo baarish k bunde achnk se girna ,
aur veege badan mein ek dusre ko mehsoos karna .....
in haseen lamhon mein kab ghar aa gayi pata na chala ..
us safar ki suruwat ese khubsurat hogi pata na  tha ......
laga tha wo safar badi lambi chalegi , jis khubsurati k saath suru hui thi ek din manjil usko jaroor milegi ......
ek hassen khwab k tarah wo raat kuch is tarah dhali thi......


@ rajeswari 
# part -1 #

Aaj bhi mujhe yaad hai humari wo pehli mulakat ..... wo bigda hua mausam aur dhalti suraj ki alam , wo tej hawa ki sarsarahat aur garajte badal ki ahat.... anginat batein aur saath mein dher sare gaane , jese kudrat ne samma bandh liya tha humare dhun mein . unka wo mere gaalon ko khinchna aur bikhri balon ko najakat se chehre se hatana , apne bahon mein mujhe var lena aur halki si gudguddi karke mujhe hasana ........ dil kar raha tha wo shyam wohi theher jaye........ par wakt ko kahan wo manjoor thi , meri wo jaane ki anchahe haat karna aur thodi der ruk jane k waste meri kalai ko unka jorse pakadna ...... arjoo to tha wo silsila yun hi chalta rahe ...... kher kaafi wakt ho chuka tha hum wahan se nikal gaye .... thodi hi dur chalte wo baarish k bunde achnk se girna , aur veege badan mein ek dusre ko mehsoos karna ..... in haseen lamhon mein kab ghar aa gayi pata na chala .. us safar ki suruwat ese khubsurat hogi pata na tha ...... laga tha wo safar badi lambi chalegi , jis khubsurati k saath suru hui thi ek din manjil usko jaroor milegi ...... ek hassen khwab k tarah wo raat kuch is tarah dhali thi...... @ rajeswari # part -1 #

#Love #pehlimulakat #Meet #Journey #Relationship #Memories #Nojoto #Poetry #HeartTouching #Couple

People who shared love close

More like this

Trending Topic