Jeevan ki satyata ko samajhna hai to kabhi samsang | English Motivatio

"Jeevan ki satyata ko samajhna hai to kabhi samsanghat jana.. kya amir aur kya garib sab ek saman hi jate hai.. wahan pe jo tumhe motivation milega .. woh sansar ka koi bhi motivational guru nahi de sakta hai.. Abhi bhi samay hai jago utho aur apna rasta khud banao.. yeh sansar tumhara baahen failaye hue tumhara intezar kar raha hai..... Nar ho na nirash karo man ko ,kuch kam karo kuchh kam karo.. jag me rah kar kuch naam karo..... ©Manish Dev "

Jeevan ki satyata ko samajhna hai to kabhi samsanghat jana.. kya amir aur kya garib sab ek saman hi jate hai.. wahan pe jo tumhe motivation milega .. woh sansar ka koi bhi motivational guru nahi de sakta hai.. Abhi bhi samay hai jago utho aur apna rasta khud banao.. yeh sansar tumhara baahen failaye hue tumhara intezar kar raha hai..... Nar ho na nirash karo man ko ,kuch kam karo kuchh kam karo.. jag me rah kar kuch naam karo..... ©Manish Dev

#tanha #motavitonal #motivate #nojohindi #nojolife

People who shared love close

More like this

Trending Topic