samander ki bhi apni kahani hai jisme khub sara pa | हिंदी कविता Video

"samander ki bhi apni kahani hai jisme khub sara pani hai ji lete hai usme kai sare jiw par insano ko lagta khara pani hai.. samndar ki geharai, o lehro ka khushise uchalna lehro pe chalti naw ka u uppar niche hona... sabkuch lagta suhana hai.. ugta suraj ho... ya sunehriii sham samndar kinare man ko milta aaram.. ©Monica Bora "

samander ki bhi apni kahani hai jisme khub sara pani hai ji lete hai usme kai sare jiw par insano ko lagta khara pani hai.. samndar ki geharai, o lehro ka khushise uchalna lehro pe chalti naw ka u uppar niche hona... sabkuch lagta suhana hai.. ugta suraj ho... ya sunehriii sham samndar kinare man ko milta aaram.. ©Monica Bora

#samandar

People who shared love close

More like this

Trending Topic