White
Muje kisi ki nazar ka intezaar nahi,
Aisa nahi jo likha hai usse pyar nahi,
Likha hua maana hai,
Maana hua chaha hai,
Chahe hue ko bhi nibhaya hai!!
Agar phir bhi mil na paya,
To zindagi ka yehi Dastur .......
Fir se Apnaya hai☺️
©Dr.Aman sharma
#safar yess life goes on