ram lalla Humne har diwali par apna ghar sajaya hai..
Par chaliye ab hum sab firse milkar Diwali banate hai
Ram ke aane Ki khushiyaan sangh banaate..
Aahiye hum sab milkar aaj Ram ka Ghar sajate hai..
©Nitisha
Ram ke apne ghar aane ki ap sabhi ko bahut bahut badhaai..
🙏🙏