"White tera chehara dhundhla hua ja rha hai
aapni yaadon ko bhej de....
karni hain kai baatein tujhse sapno me
aapni parchai ko bhej de....
yaad tu rah gyi hai
kisi beete zamane ki tarah....
mit gyi hai khushbu mere seene se teri
tu mat aa bas aapni sanson ke bhej de....
©Akash Mohan
"