log badal rahe hai samaye ke sath, to ye meri kha | हिंदी कविता

"log badal rahe hai samaye ke sath, to ye meri khamoshi kyo nhi badlti samaye ke sath log chalte hai or chale jaate hai samaye ke sath , to mere kadam kyo ruke hai wahi jaha tu chode gaya tha samaye ke sath , logo ka din hota hai or suraj aata hai samaye ke sath . to mera din nhi aata or tu bhi nhi aata samaye ke sath log bhool jaate hai sab kuch samaye ke sath to tu kyo itna yaad aata hai .kyo nhi bhool paai tujhe samaye ke sath kanchan gupta"

 log badal rahe hai samaye ke sath, 
to ye meri khamoshi kyo nhi badlti samaye ke sath
log chalte hai or chale jaate hai samaye ke sath ,
to mere kadam kyo ruke hai wahi jaha tu chode gaya tha samaye ke sath ,
logo ka din hota hai or suraj aata hai samaye ke sath . 
to mera din nhi aata or tu bhi nhi aata samaye ke sath 
log bhool jaate hai sab kuch samaye ke sath
to tu kyo itna yaad aata hai .kyo nhi bhool paai tujhe samaye ke sath 
               kanchan gupta

log badal rahe hai samaye ke sath, to ye meri khamoshi kyo nhi badlti samaye ke sath log chalte hai or chale jaate hai samaye ke sath , to mere kadam kyo ruke hai wahi jaha tu chode gaya tha samaye ke sath , logo ka din hota hai or suraj aata hai samaye ke sath . to mera din nhi aata or tu bhi nhi aata samaye ke sath log bhool jaate hai sab kuch samaye ke sath to tu kyo itna yaad aata hai .kyo nhi bhool paai tujhe samaye ke sath kanchan gupta

tute dil ki dasta

People who shared love close

More like this

Trending Topic