White Galt karke kisi ka
main acha nhi bna sakta,
Galt bolke kisi ko
mai khud ko sacha nhi keh sakta,
Jab thod doge har chiz ko dharm me,
Tab tum dharm ka asli mtlb hi kho doge,
Insaano ne dharm bnya tha,
Dharm ne insaan nhi,
Jis din tum ye jaan jaoge,
Tum khud ko sacha
aur dusro ko jutha bolna chor doge.
©@arav
#insaaniyat