Aakhri Safar" Ek aakhri safar tay karna hai.... | English Shayari

""Aakhri Safar" Ek aakhri safar tay karna hai.... gunaaho ke samandar ko, Emaan ki kashti se paar karnaa hai..... qadrat ki har maqkhool ko, Janna hai ... Isse pehle ki saanse tham jaae, Niamaton bhari zindagi me , kuch Nekiyaan batoornaa hai..... kahin koi, kami na rehjaae... Waqt se pehle , waqt na guzar jae... Ek aakhri safar tay karna hai .... Gunaaho ke is samandar ko, emaan ki kashti se par karnaa hai... ©Imad Sultan Khan"

 "Aakhri  Safar"
Ek aakhri safar tay karna hai....
 gunaaho ke samandar ko,
 Emaan ki kashti se paar karnaa hai.....
 qadrat  ki har maqkhool ko,
 Janna hai ...
Isse pehle ki saanse tham jaae,
Niamaton bhari zindagi me , kuch Nekiyaan  batoornaa hai.....
kahin koi,  kami na rehjaae... 
Waqt se pehle , waqt na guzar jae...
Ek aakhri safar tay karna hai ....
Gunaaho ke is samandar ko, 
emaan ki kashti se par karnaa hai...

©Imad Sultan Khan

"Aakhri Safar" Ek aakhri safar tay karna hai.... gunaaho ke samandar ko, Emaan ki kashti se paar karnaa hai..... qadrat ki har maqkhool ko, Janna hai ... Isse pehle ki saanse tham jaae, Niamaton bhari zindagi me , kuch Nekiyaan batoornaa hai..... kahin koi, kami na rehjaae... Waqt se pehle , waqt na guzar jae... Ek aakhri safar tay karna hai .... Gunaaho ke is samandar ko, emaan ki kashti se par karnaa hai... ©Imad Sultan Khan

Aakhri Safar
#safar #gunah #Emaan #Shayar #ghazal #nazm #urdu #urduadab #Khuda

People who shared love close

More like this

Trending Topic