Teri meri kahaani jo yaad hai mujhe aaj bhi jubaa | English Video

Teri meri kahaani
jo yaad hai mujhe
aaj bhi jubaani
ter hontho pe ho hamesha muskaan
teri aankho me na aaye kabhi paani
bass yahi ek aakhiri karna mujhpe mehrbaani
abhi to likhni thi mujhe aur lambi kahani
agar saath tera hota to kitni khubsurat hoti ye zindgaani

People who shared love close

More like this

Trending Topic