Kabhi use yaad karte karte so jaata hu mein Kabhi

"Kabhi use yaad karte karte so jaata hu mein Kabhi muskuraye vo to usme hi kho jaata hu mein Kabhi na rulana meri maa ko ae! Khuda Uski aankhon me aansu dekh, ro jaata hu mein Kuch khaas uski khwaishein nahi rahi hain Chand pese bachane ki uski aadatein wahi hain Aaj bhi fikr me rehti hai meri Inhi baaton se usi ka ho jaata hu mein Kabhi na rulana meri maa ko Aye! Khuda Uski aankhon me aansu dekh, ro jaata hu mein Uski khushiyon ke liye had se guzarna manzoor hai Kabhi cartoon ban to kabhi bado sa samjhna manzoor hai Tujhse to kahan hi kuch chhupa hai khuda Uski salamati ke liye, tere dar par bhi to aata hu mein Bas kabhi na rulana meri maa ko tu Uski aankhon me aansu dekh, ro jata hu mein !! ©Shubham Chaudhary"

 Kabhi use yaad karte karte so jaata hu mein
Kabhi muskuraye vo to usme hi kho jaata hu mein
Kabhi na rulana meri maa ko ae! Khuda
Uski aankhon me aansu dekh, ro jaata hu mein
Kuch khaas uski khwaishein nahi rahi hain
Chand pese bachane ki uski aadatein wahi hain 
Aaj bhi fikr me rehti hai meri 
Inhi baaton se usi ka ho jaata hu mein 

Kabhi na rulana meri maa ko Aye! Khuda 
Uski aankhon me aansu dekh, ro jaata hu mein
 Uski khushiyon ke liye had se guzarna manzoor hai
Kabhi cartoon ban to kabhi bado sa samjhna manzoor hai
Tujhse to kahan hi kuch chhupa hai khuda 
Uski salamati ke liye, tere dar par bhi to aata hu mein 

Bas kabhi na rulana meri maa ko tu 
Uski aankhon me aansu dekh, ro jata hu mein !!

©Shubham Chaudhary

Kabhi use yaad karte karte so jaata hu mein Kabhi muskuraye vo to usme hi kho jaata hu mein Kabhi na rulana meri maa ko ae! Khuda Uski aankhon me aansu dekh, ro jaata hu mein Kuch khaas uski khwaishein nahi rahi hain Chand pese bachane ki uski aadatein wahi hain Aaj bhi fikr me rehti hai meri Inhi baaton se usi ka ho jaata hu mein Kabhi na rulana meri maa ko Aye! Khuda Uski aankhon me aansu dekh, ro jaata hu mein Uski khushiyon ke liye had se guzarna manzoor hai Kabhi cartoon ban to kabhi bado sa samjhna manzoor hai Tujhse to kahan hi kuch chhupa hai khuda Uski salamati ke liye, tere dar par bhi to aata hu mein Bas kabhi na rulana meri maa ko tu Uski aankhon me aansu dekh, ro jata hu mein !! ©Shubham Chaudhary

meri maa!

#maa #Trending #latest #Shayar #Shayari #Nojoto #Zindagi #Love

People who shared love close

More like this

Trending Topic