Ummid ke bina hi
Kisi ka ummidgaar bana
kisi ka madadgaar bana
Kisi ka sahara bana
Huwa kya!mila kya?
Khud se hi sawaal kar baetha ,
Aye sanam Gaye sanam
Doston ki mehefil main
Faltu Ram hogaye hum
Huwa kya!mila kya? Khud se hi sawaal kar baetha
Ane ko ane diya
Jane ko jane diya
Khamoshi ko sathi banaya Huwa kya!
Sukoon ki pehleli gali main
pehela makan mera huwa .:
©MRINAL MURMU
#MeriEid