White Kabhi aana mere sheher
dekh k jana taraste hue aankhon mein basa tha kuch khwaab
jo abhi banjaar sa ho gaya hain,
Maine khwaabon ko haqeeqat mein badalte
kya dekh liya tha
tumne toh jaana haqeeqat ko khwaab bata diya hain.
©Nasrin Sultana
#Achievements