White yaad hai tujhe pehli baar dekha clg mai
phir tujhse pehli baar baat karna
or tere intezaar m raaton. ko jaagna
or tujhe dekhne k liye tumhara subha subha
class m intezaar karna
or tujhe sab kuch batana bhi yaad hai
aur tujhe door se dekhna or tumhara mujhe pyr se bhulana bhi mujhe yaad hai
mujhe rotaa hua dekh kar
mujhe chup krbana
or mujhe kaha karna ki kabhi naa shodu
gi yaad hai mujhe
tera ksm khana papa ki
yaad hai mujhe kya tum bhul gyi
ho bo sb kuch jaana
©Rajput
# yaad hai tumhe