White Unchaise girnewaleko tinkeka saharahi kafi h | English Poetry Vi

"White Unchaise girnewaleko tinkeka saharahi kafi hota hai, Girke khudhi apne aap jise sambhalna aaya ho... Usey kisise umeedein bhi kaha hota hai? Saath nivaneka wada karnewale bhi... Jab apne faydoke liye badal jaye, Girnewale insaanko bas rahe yehi malal... Ke bharosa tha jinpe ankh bandh karke, Khaime girte samay dekhe hai unke benaqab chehre. Phir bhi abhiman aur narazgi hai badduwayein nehi, Akhir matlabke liye to kabhi rishtein nehi jore they humne? Dekha hai humne unko jhut aur jhutose rishta jorte... Aur sachko sareaam bematlab ruswa karte. Sach bhi bol na sake jo kabhi humse, Humko tha ankh bandh karke varosa unpe. They gile sikwe bahut sare, Par sunna bhi gawara na samjha jinhone. Kehte to they ke saath nivayenge woh har dam, Par apne faydoke liye sayed chhora unhone humeh. Sach bhi keh na skae jo kabhi humse, Logoke jhutse itni mohabbat hui unhe. Sareaam tamasha hum bane jinke liye, Kya sachme unhone humse kuch bhi sach kahe?? Hum to bas unhe varosa karte karte, Bematlabke niswarth rishtein nivaneka... Khamiyaza bhugat rahe hai. ©NR (Dilki baatein shabdonme...) "

White Unchaise girnewaleko tinkeka saharahi kafi hota hai, Girke khudhi apne aap jise sambhalna aaya ho... Usey kisise umeedein bhi kaha hota hai? Saath nivaneka wada karnewale bhi... Jab apne faydoke liye badal jaye, Girnewale insaanko bas rahe yehi malal... Ke bharosa tha jinpe ankh bandh karke, Khaime girte samay dekhe hai unke benaqab chehre. Phir bhi abhiman aur narazgi hai badduwayein nehi, Akhir matlabke liye to kabhi rishtein nehi jore they humne? Dekha hai humne unko jhut aur jhutose rishta jorte... Aur sachko sareaam bematlab ruswa karte. Sach bhi bol na sake jo kabhi humse, Humko tha ankh bandh karke varosa unpe. They gile sikwe bahut sare, Par sunna bhi gawara na samjha jinhone. Kehte to they ke saath nivayenge woh har dam, Par apne faydoke liye sayed chhora unhone humeh. Sach bhi keh na skae jo kabhi humse, Logoke jhutse itni mohabbat hui unhe. Sareaam tamasha hum bane jinke liye, Kya sachme unhone humse kuch bhi sach kahe?? Hum to bas unhe varosa karte karte, Bematlabke niswarth rishtein nivaneka... Khamiyaza bhugat rahe hai. ©NR (Dilki baatein shabdonme...)

#monabi

People who shared love close

More like this

Trending Topic