Ye waqt nahi jaata wo waqt nahi rehta
Tu saath hai magar kyu paas nahi rehta
Dikhta hai tu aaj kal wahi
Jaha tu kehta tha mai yaar nahi rehta
Mohabbat hai ya koi majboori
Meri tarah tu bhi kyu bekaraar nahi rehta
Wada kiya tha har waqt saath rehne ka
Apne waade pe kayam kyu tu yaar nahi rehta
©Neeraj Singh Raikwar
#betrayal