White Tumse pyaar kitna karta hu, mai bata nahi p | English Shayari Vi

"White Tumse pyaar kitna karta hu, mai bata nahi paata. tumpe jaan chhidakta hu, par izhaar kar nahi pata. tum call pe jab hoti ho, toh saasen tham si jaati h, tum saamne jab hoti ho, toh nigaahen ruk hi jaati h. tumse baaten jab karta hu, toh khud ko rok nahi paata, tumse keh dena chaahta hu, par keh bhi nahi paata. tum yaadon mein aati ho , toh aankhon se paani aa jata h. tum paas jo aajati ho, toh dhyaan hat hi nahi paata. ©Yashraj "

White Tumse pyaar kitna karta hu, mai bata nahi paata. tumpe jaan chhidakta hu, par izhaar kar nahi pata. tum call pe jab hoti ho, toh saasen tham si jaati h, tum saamne jab hoti ho, toh nigaahen ruk hi jaati h. tumse baaten jab karta hu, toh khud ko rok nahi paata, tumse keh dena chaahta hu, par keh bhi nahi paata. tum yaadon mein aati ho , toh aankhon se paani aa jata h. tum paas jo aajati ho, toh dhyaan hat hi nahi paata. ©Yashraj

#sad_dp # baaten ansuni

People who shared love close

More like this

Trending Topic