Duniya ki bhid me apko bhula baithi mumma papa ... | English Love

"Duniya ki bhid me apko bhula baithi mumma papa .... Un sab ke khatir apko rula baithi mumma papa... Mujhse hi he jaan apki ... Iss baat se wakif hu... Phir bhi khud ko humesa kanto se laga baithi mumma papa... Humesa gale se lagaya... apne.... Chhoti si thi... godi me kilaya apne... Ungli pakd... chalna sikhaya apne... Har taqleefo se lad... Unse bachana sikhaya he apne... 😊 # Mumma papa...!! 😔 Phir bhi apko galt samjh baithi... Gusse me na jaane apko kya kuchh keh baithi.. Mere glt kahne par bhi... 😔 meri baato ko kabhi na dil se lagaya apne... Use sun kr bhi.... humesa sine se lagaya apne... Apne aanshuo ko chhupa... humesa muskura sikhaya apne... Humesa mera bhala soch.... Bade hi pyaar se samjhaya apne... Duniya ki taqleefo ko khud sah..... Humesa unse bachaya h apne😊 🙏🏼 Lovee uhh mumma papa💖"

 Duniya ki bhid me apko bhula baithi mumma papa ....
Un sab ke khatir apko rula baithi mumma papa...
Mujhse hi he jaan apki ... Iss baat se wakif hu... 
Phir bhi khud ko humesa kanto se laga baithi mumma papa...
Humesa gale se lagaya... apne.... 
Chhoti si thi... godi me kilaya apne...
Ungli pakd... chalna sikhaya apne... 
Har taqleefo se lad... Unse bachana sikhaya he apne... 😊

# Mumma papa...!! 😔

Phir bhi apko galt samjh baithi...
Gusse me na jaane apko kya kuchh keh baithi.. 
Mere glt kahne par bhi... 😔
meri baato ko kabhi na dil se lagaya apne... 
Use sun kr bhi.... humesa sine se lagaya apne...
Apne aanshuo ko chhupa... humesa muskura sikhaya apne... 
Humesa mera bhala soch.... Bade hi pyaar se samjhaya apne...
Duniya ki taqleefo ko khud sah..... Humesa unse bachaya h apne😊
🙏🏼
Lovee uhh mumma papa💖

Duniya ki bhid me apko bhula baithi mumma papa .... Un sab ke khatir apko rula baithi mumma papa... Mujhse hi he jaan apki ... Iss baat se wakif hu... Phir bhi khud ko humesa kanto se laga baithi mumma papa... Humesa gale se lagaya... apne.... Chhoti si thi... godi me kilaya apne... Ungli pakd... chalna sikhaya apne... Har taqleefo se lad... Unse bachana sikhaya he apne... 😊 # Mumma papa...!! 😔 Phir bhi apko galt samjh baithi... Gusse me na jaane apko kya kuchh keh baithi.. Mere glt kahne par bhi... 😔 meri baato ko kabhi na dil se lagaya apne... Use sun kr bhi.... humesa sine se lagaya apne... Apne aanshuo ko chhupa... humesa muskura sikhaya apne... Humesa mera bhala soch.... Bade hi pyaar se samjhaya apne... Duniya ki taqleefo ko khud sah..... Humesa unse bachaya h apne😊 🙏🏼 Lovee uhh mumma papa💖

Meri muskurate apki jaan #Always #uhh #mumma #Papa #My_lines#my_thoughts

People who shared love close

More like this

Trending Topic