Jannat-e-sukoon...Nana Nani ka ghar!!! Yeh wahi ha

"Jannat-e-sukoon...Nana Nani ka ghar!!! Yeh wahi haina jo bachpan mein hamesha saaye ki tarah sath hota tha... Yeh wahi haina jo Nani ki daant mein chupe pyaar jaisa gale lagaaye rhta tha ... or wo bachpan ki duniyaa wala ghar... Jaha khshiyon ka bhandar hai Jaha pyaar apaar hai Mera pura simta ek alag sansaar hai Jo mere pure jivan ka adhaar hai Yeh wahi haina jisne rote rote fir hasna sikhaya ... Yeh wahi haina jisne bachpan se av tak hamesha bebaaq zindagi jeene ka ehsaas karwaya... Or ab uska intazaar rhta jo kahi is duniyaan ki bhagdor mein kho saa gaya or shayad ek alag hi duniyaa jo kahi kho si gai... Jo yaadon ke bhandaar mein kahi bas gai or sama gai jo mere dil mein hamesha hamesha ke liye ...❣️🤗 ©Hindustani Shayar"

 Jannat-e-sukoon...Nana Nani ka ghar!!!
Yeh wahi haina jo bachpan mein 
hamesha saaye ki tarah sath hota tha...
Yeh wahi haina jo Nani ki daant mein chupe pyaar jaisa gale lagaaye rhta tha ...
or wo bachpan ki duniyaa wala ghar...
Jaha khshiyon ka bhandar hai
Jaha pyaar apaar hai
Mera pura simta ek alag sansaar hai 
Jo mere pure jivan ka adhaar hai
Yeh wahi haina jisne rote rote fir hasna sikhaya ...
Yeh wahi haina jisne bachpan se av tak hamesha bebaaq zindagi jeene ka ehsaas karwaya...
Or ab uska intazaar rhta jo kahi is duniyaan ki bhagdor mein kho saa gaya or shayad ek alag hi duniyaa jo kahi kho si gai...
Jo yaadon ke bhandaar mein kahi bas gai or sama gai jo mere dil mein hamesha hamesha ke liye ...❣️🤗

©Hindustani Shayar

Jannat-e-sukoon...Nana Nani ka ghar!!! Yeh wahi haina jo bachpan mein hamesha saaye ki tarah sath hota tha... Yeh wahi haina jo Nani ki daant mein chupe pyaar jaisa gale lagaaye rhta tha ... or wo bachpan ki duniyaa wala ghar... Jaha khshiyon ka bhandar hai Jaha pyaar apaar hai Mera pura simta ek alag sansaar hai Jo mere pure jivan ka adhaar hai Yeh wahi haina jisne rote rote fir hasna sikhaya ... Yeh wahi haina jisne bachpan se av tak hamesha bebaaq zindagi jeene ka ehsaas karwaya... Or ab uska intazaar rhta jo kahi is duniyaan ki bhagdor mein kho saa gaya or shayad ek alag hi duniyaa jo kahi kho si gai... Jo yaadon ke bhandaar mein kahi bas gai or sama gai jo mere dil mein hamesha hamesha ke liye ...❣️🤗 ©Hindustani Shayar

Always in heart mere pyaare Nana Nani Love you forever 🤗❣️

#Nani Nani ka ghar ❣️🤗

People who shared love close

More like this

Trending Topic