"Ek sapna mera bhi hai,
Mehnat me bhi karta hu.
Safalta mujhe bhi chahiye
Par naajane kyu haarne se darta hu.
Haar se darte nahi mehnat karte waqt,
Agar iss dar ko hara diya to safalta tumhare kadmo me aur duniya tumhare ishaaro par hi chalegi faqt.
©Yash R Shah
"