jab jindagi ka kisi mod par thehrav hai hota, manj | हिंदी शायरी

"jab jindagi ka kisi mod par thehrav hai hota, manjil milti jijko unke pass jawab bhi hota,, ghar se chali to ek dil ke siva kuch bhi pass na tha, kya mera kho gya hai mujhe kya malal hai, jiska jawab chahie hey ishwar vo akhir kya sawal hai, ek mod par hu aaj to ilzaam bhi kisko du jo buna hi gya tha mere lie to mera hi khud ka jaal hai, fir koi swapan dekhu ya koi arzoo karu,, ab tabah jo ho chuka dil tu hi bata tera kya hai ab jo bacha hua khyal hai.. ©Samriddhi"

 jab jindagi ka kisi mod par thehrav hai hota,
manjil milti jijko unke pass jawab bhi hota,,
ghar se chali to ek dil ke siva kuch bhi pass na tha,
kya mera kho gya hai mujhe kya malal hai,
jiska jawab chahie
hey ishwar vo akhir kya sawal hai,
ek mod par hu aaj
to ilzaam bhi kisko du
jo buna hi gya tha mere lie to mera hi khud ka jaal hai,
fir koi swapan dekhu ya koi arzoo karu,,
ab tabah jo ho chuka dil tu
hi bata tera kya hai ab jo bacha hua khyal hai..

©Samriddhi

jab jindagi ka kisi mod par thehrav hai hota, manjil milti jijko unke pass jawab bhi hota,, ghar se chali to ek dil ke siva kuch bhi pass na tha, kya mera kho gya hai mujhe kya malal hai, jiska jawab chahie hey ishwar vo akhir kya sawal hai, ek mod par hu aaj to ilzaam bhi kisko du jo buna hi gya tha mere lie to mera hi khud ka jaal hai, fir koi swapan dekhu ya koi arzoo karu,, ab tabah jo ho chuka dil tu hi bata tera kya hai ab jo bacha hua khyal hai.. ©Samriddhi

Zindagi ka ruk Jana..

People who shared love close

More like this

Trending Topic