White wo masum sa ladka jimmedar ho gya chhoti si | English Wishes

"White wo masum sa ladka jimmedar ho gya chhoti si umar me pariwar ka mukhiya ho gya zindagi chunautiya deti jaa rhi h pr uska hunar to dekho sb hans ke sah rha h ghar ko Sambhal rkha h pita ke bhi frj nibha rha h ghar ka sbse chhota beta ghar ka bojh utha rha h taqlif me kuchh bolta nhi bs khamoshi se sb sahta jaa rha h dhairya bahut h usme sari pareshaniyon ka samadhan bna rha h aage kya krna h roj nayi ranneeti bna rha hai ghar me beti ke bhi frj nibha rha h maa ko taqlif na ho unhe apne jakhm bhi nhi dikha paa rha h kast me sir jhukar ishwar ko ummid ki nazaron se dekhta hua ankho se anshu tapkata h hath jodkr vhi saham jata h ishwar bs ab to sun lijiye kitni pariksha lege har na mane bs itna sahas dena bs pariksha ek samay pr khtm kr dena usko jldi safal kr dena 🙏🏻 ©Maa ka आँचल"

 White wo masum sa ladka jimmedar ho gya 
chhoti si umar me pariwar ka mukhiya ho gya 
zindagi chunautiya deti jaa rhi h pr uska hunar to dekho sb hans ke sah rha h
ghar ko Sambhal rkha h pita ke bhi frj nibha rha h 
ghar ka sbse chhota beta ghar ka bojh utha rha h
 taqlif me kuchh bolta nhi 
bs khamoshi se sb sahta jaa rha h 
dhairya bahut h usme sari pareshaniyon 
ka samadhan bna rha h
 aage kya krna h roj nayi 
ranneeti bna rha hai 
ghar me beti ke bhi frj nibha rha h 
maa ko taqlif na ho unhe apne 
jakhm bhi nhi dikha paa rha h 
kast me sir jhukar ishwar ko ummid ki nazaron 
se dekhta hua ankho se anshu tapkata h 
hath jodkr vhi saham jata h ishwar 
bs ab to sun lijiye kitni pariksha lege har
 na mane bs itna sahas dena bs pariksha 
ek samay pr khtm kr dena usko jldi safal kr dena 🙏🏻

©Maa ka आँचल

White wo masum sa ladka jimmedar ho gya chhoti si umar me pariwar ka mukhiya ho gya zindagi chunautiya deti jaa rhi h pr uska hunar to dekho sb hans ke sah rha h ghar ko Sambhal rkha h pita ke bhi frj nibha rha h ghar ka sbse chhota beta ghar ka bojh utha rha h taqlif me kuchh bolta nhi bs khamoshi se sb sahta jaa rha h dhairya bahut h usme sari pareshaniyon ka samadhan bna rha h aage kya krna h roj nayi ranneeti bna rha hai ghar me beti ke bhi frj nibha rha h maa ko taqlif na ho unhe apne jakhm bhi nhi dikha paa rha h kast me sir jhukar ishwar ko ummid ki nazaron se dekhta hua ankho se anshu tapkata h hath jodkr vhi saham jata h ishwar bs ab to sun lijiye kitni pariksha lege har na mane bs itna sahas dena bs pariksha ek samay pr khtm kr dena usko jldi safal kr dena 🙏🏻 ©Maa ka आँचल

#Ganesh_chaturthi

People who shared love close

More like this

Trending Topic