White Baate sabse hoti hai
Par woh baato ma yeh baat kaha
Yah baate Jo sune
Waisa shaqs kaha
Mil bhi Jaye koi Aisa shaqs toh
Is Dil pe ab itna zor kaha
Jo keh de hum sari baate
Or unke Dil pe v ab itna haq kaha
Jo woh sun le woh har galti meri
©Angeeta Kalita
#Moon 18.35 29 April 2024