#brocode likhna bahot kuchh hai, pr likhna nhi cha | हिंदी Quotes Vide

#brocode
likhna bahot kuchh hai, pr likhna nhi chahti
kya ab hum itne bure hai, ki khushiya baat karna nhi chahti
....
lo mante hai her galti jo tum manvana chahte ho
nhi baat karni tumko to thik h,me bhi baat karna nhi chahti..
dosti ki baate karte ho , aur dosti nibhani nhi aati
agar koi baat h to khul k kaho,jalebi wali baate samajh nhi aati..

People who shared love close

More like this

Trending Topic