"kuch bolne ki chahat to hai meri kab se
tumne sath choda hai mera jab se
likhta hoon main pyaar ke kisse
or gungunana bhi chahta hoon
main apne pyaar ki daastaan duniaa ko sunana bhi chahta hoon
fir dar jata hoon kahi tujhe badnaam na kar du
jo tune mere sath kiya main bhi wahi kaam na kar du
©manpreetkang"