khawahish itni thi jeene ki , par ab wo baat na r | हिंदी शायरी

"khawahish itni thi jeene ki , par ab wo baat na rahi , uske jaane ke baad , bas jinda hun, ab wo chah na rahi, dard sunane se badh jaata hai, kaun kahta hai ki but jaata hai, par ye chupane se bhi nahi chupti, is dil me, aur jaatane par hara zakhm ban jaata hai... FARHAN AZIM ©farhan azim"

 khawahish itni thi jeene ki ,
 par ab wo baat na rahi ,
 uske jaane ke baad ,
bas jinda hun,
ab wo chah na rahi,
dard sunane se badh jaata hai,
kaun kahta hai ki but jaata hai,
par ye chupane se bhi nahi chupti,
is dil me,
aur jaatane par hara zakhm ban jaata hai...
FARHAN AZIM

©farhan azim

khawahish itni thi jeene ki , par ab wo baat na rahi , uske jaane ke baad , bas jinda hun, ab wo chah na rahi, dard sunane se badh jaata hai, kaun kahta hai ki but jaata hai, par ye chupane se bhi nahi chupti, is dil me, aur jaatane par hara zakhm ban jaata hai... FARHAN AZIM ©farhan azim

#SunSet @mudassirShabbir @Dilip Hindustani narration komal sindhe @Anand Pandey @ALPESH PATEL

People who shared love close

More like this

Trending Topic