White Pyaar ko na rok sakte hai
na baandh sakte hai..
wo bas dilo pe raaj karta hai..
jab tak zor hai pyaar ka dil per..
har shaks iska ghulaam rehta hai..
utarta hai to iski kasak iska khumaar barso baar rehta hai..
phir zindagi tanha aur uske aane ka intezaar baar baar rehta hai..
©S
#pyaar