Tera hona ek khab ki tarha tha
kuch waqt ke lia hi sahi
par tu mera sukoon tha
kuch khass yade judi hai tujhse
jo har din teri yad dilajati hai
mai jnti hu mai us kabil nhi
ki yad rakhi jau
khair kismat mri mainy sabr kia
dooriya badhi rista khtm hua
jo jaan the ab anjaan hai
shyd KHUDA ko yahi manzur tha
shyd alag hona zaruri tha.
uzma
@merekhayalaat
©uzma Ansari
#Heartbeat