Na vo kuch kehti h na main kuch bol pata hu jise a | English Shayari V

"Na vo kuch kehti h na main kuch bol pata hu jise apni puri kahani banana chahta tha main uski kahani ka bs ek hissa hu kai dafa ab bhi lgta h ki vo us chhat pr sirf mere liye hi khadi h pr us khayal ko ek galatfehmi smajh kr bhul jata hu Na vo kuch kehti h na main kuch bol pata hu ©Shivam Singh "

Na vo kuch kehti h na main kuch bol pata hu jise apni puri kahani banana chahta tha main uski kahani ka bs ek hissa hu kai dafa ab bhi lgta h ki vo us chhat pr sirf mere liye hi khadi h pr us khayal ko ek galatfehmi smajh kr bhul jata hu Na vo kuch kehti h na main kuch bol pata hu ©Shivam Singh

#thingsofheart

People who shared love close

More like this

Trending Topic