raat ki chandni me pal rahi umeed ki aasha ki bhor | English Poetry Vi

"raat ki chandni me pal rahi umeed ki aasha ki bhor hoga jaldi aur kal ka din hoga sunehra nirash chat par baitha mujhe dekh kar chand ne mujhse kaha nirash mat ho chal tujhe ek baat batata hu sabne meri khubsurati dekha lekin andhere k saath mera sangharsh kisi ne dekha raat me bhi iss jag ko mai prakashit karta hu amavas purnima k chakravyuh me uljha rehta hu jab puri duniya so rahi tab tu sangharsh k sihaayi se itihaas likh rann hai tera khud se, uth ab jaa kar kismat se do do haat kar ©Anoj Singh "

raat ki chandni me pal rahi umeed ki aasha ki bhor hoga jaldi aur kal ka din hoga sunehra nirash chat par baitha mujhe dekh kar chand ne mujhse kaha nirash mat ho chal tujhe ek baat batata hu sabne meri khubsurati dekha lekin andhere k saath mera sangharsh kisi ne dekha raat me bhi iss jag ko mai prakashit karta hu amavas purnima k chakravyuh me uljha rehta hu jab puri duniya so rahi tab tu sangharsh k sihaayi se itihaas likh rann hai tera khud se, uth ab jaa kar kismat se do do haat kar ©Anoj Singh

Chander ka Prakash

People who shared love close

More like this

Trending Topic