Ek saksh Dekhte dekhte saal beet gaya kabhi mulak | English Poetry Vid

"Ek saksh Dekhte dekhte saal beet gaya kabhi mulakat nahi hua, peeth piche baatein bohot kiya Kabhi saamne jakar hello tak nahi kiya; Cahat to thi baat karne ki Kabhi himmat nahi kiya. Phir kya kissa wahi pe khatam hua. woh sakhs sakhs nahi maano jindagi jeene ki kitab thi, apne anubhab ki panktiyon se khali panno ko bhar chuki thi, Gam ki nadiyon ko laang kar khusiyon ke samundar me dub jana cahti thi. Haan,aaj wo mere har padaon ki hissa ban chuki hai. Mouj masti ki umar me jimmebari sambhalne ki himmat rakhti hai. Toot'ta tara se kuch pane ki khwayish nahi rakhti ; jindagi ne sikhaya hua usuloon se manjil pane ki himmat rakhti hai ©sharma show "

Ek saksh Dekhte dekhte saal beet gaya kabhi mulakat nahi hua, peeth piche baatein bohot kiya Kabhi saamne jakar hello tak nahi kiya; Cahat to thi baat karne ki Kabhi himmat nahi kiya. Phir kya kissa wahi pe khatam hua. woh sakhs sakhs nahi maano jindagi jeene ki kitab thi, apne anubhab ki panktiyon se khali panno ko bhar chuki thi, Gam ki nadiyon ko laang kar khusiyon ke samundar me dub jana cahti thi. Haan,aaj wo mere har padaon ki hissa ban chuki hai. Mouj masti ki umar me jimmebari sambhalne ki himmat rakhti hai. Toot'ta tara se kuch pane ki khwayish nahi rakhti ; jindagi ne sikhaya hua usuloon se manjil pane ki himmat rakhti hai ©sharma show

ek saksh.

People who shared love close

More like this

Trending Topic