Main kabhi kabhi apnay shehr jata hun to samander | اردو شاعری۔

"Main kabhi kabhi apnay shehr jata hun to samander ka rukh kerta hun Suraj bujh jata hay lehroon may laykin ab wo nahi ati Ab wo mairay shahar nahi ati Nahi yad ata hoga usay rayt m ghr benana Main samander ki lahroon may kagaz ki kashtian bahata tha Or wo sukhi rayt per beth kr kahania sunati thi Main rayt m lakerain bena ker uskay baki din ginta tha Or wo sirf myray bechpanay per muskarati thi M oak m bher kr samnadar ka pani sath lejana chahta tha samander Wo us wakt bhi samnader ko sirf sahrati thi M smayt layna chahta tha her lamha Or wo likhti thi rayt pr jisnay thori der m beh jana hy Wo kitabo main dhoondti thi kahani apni Or main uspay he kahani benata tha Main kabhi kabhi apnay shehr jata hun to samander ka rukh kerta hun Suraj bujh jata hay lehroon may laykin ab wo nahi ati --rafay"

 Main kabhi kabhi apnay shehr jata hun to samander ka rukh kerta hun 
Suraj bujh jata hay lehroon may laykin ab wo nahi ati 

Ab wo mairay shahar nahi ati 
Nahi yad ata hoga usay rayt m ghr benana 

Main samander ki lahroon may kagaz ki kashtian bahata tha 
Or wo sukhi rayt per beth kr kahania sunati thi

Main rayt m lakerain bena ker uskay baki din ginta tha 
Or wo sirf myray bechpanay per muskarati thi 

M oak m  bher kr samnadar ka pani sath lejana chahta tha samander 
Wo us wakt bhi samnader ko sirf sahrati thi 

M  smayt layna chahta tha her lamha
Or wo likhti thi rayt pr jisnay thori der m beh jana hy 

Wo kitabo main dhoondti thi kahani apni 
Or main uspay he kahani benata tha 

Main kabhi kabhi apnay shehr jata hun to samander ka rukh kerta hun 
Suraj bujh jata hay lehroon may laykin ab wo nahi ati 
--rafay

Main kabhi kabhi apnay shehr jata hun to samander ka rukh kerta hun Suraj bujh jata hay lehroon may laykin ab wo nahi ati Ab wo mairay shahar nahi ati Nahi yad ata hoga usay rayt m ghr benana Main samander ki lahroon may kagaz ki kashtian bahata tha Or wo sukhi rayt per beth kr kahania sunati thi Main rayt m lakerain bena ker uskay baki din ginta tha Or wo sirf myray bechpanay per muskarati thi M oak m bher kr samnadar ka pani sath lejana chahta tha samander Wo us wakt bhi samnader ko sirf sahrati thi M smayt layna chahta tha her lamha Or wo likhti thi rayt pr jisnay thori der m beh jana hy Wo kitabo main dhoondti thi kahani apni Or main uspay he kahani benata tha Main kabhi kabhi apnay shehr jata hun to samander ka rukh kerta hun Suraj bujh jata hay lehroon may laykin ab wo nahi ati --rafay

People who shared love close

More like this

Trending Topic