Jaate jaate yeh akhiri salaam baki hai, kuch kasak thi jo yaha khich laye thi mujhe, galti thi meri jo socha ki wo bhi shayad yaad karte honge mujhe kabhi, ab jana ki unhone to kab ka ruksat kar diya mujhe apni duniya se to kya karenge ab hum jikar yahan.......
©Shweta P
Jaane ka waqt